Facebook Twitter Instagram
    Facebook Twitter Instagram
    Khwab Ki Tabeer Book
    • Home
    • Quran Pak
      • Quran Pak
      • Quran Pak In Mp3
    • Khwab Nama Urdu
    • Khwab Ki Aqsam
    • Surah Hay Qurani
    • Islamic Names
      • Boys
      • Girls
    • Health Tips
    • رابطہ
    Khwab Ki Tabeer Book
    Alif

    Khwab mein Ababeel Parasto Dekhnay Ki Tabeer

    By SamiaUpdated:July 19, 2020No Comments1 Min Read

    Parsatoo

    Khwab mein Ababeel Parasto Dekhnay Ki Tabeer

    parasto ababeel hazrat ibn e sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khawab mein dekhe keh us kay pass ababeel hai ya kisi ne us ko di hai to daleel hai keh jis say juda tha, phir anas hasil karega aur us kay muqam mein qarar paega, aur agar dekhe keh ababeel ko mara ya hath se giraya hai to daleel hai keh jis se muhabbat rakhta hai us se judai dhondega.

    hazrat ibrahim karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh ababeel ka khawab mein dekhna maaldar aur bakhard shakhs hai, aur agar ababeel madah ko dekhe to aurat khard mando tongar hai, aur agar dekhe keh ababeel us se ur gia hai to daleel hai keh mard se dolat juda hogi, aur agar dekhe keh ababeel us kay hath mein mar gia hai to daleel hai keh us ka dost marega aur andwah gham dekhega.

    hazrat jabar maghrabi rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khawab mein dekhe keh us nay ababeel ko pakra hai to us amar ki daleel hai keh wo ghamon se najat paega aur khaof aur dehshat se aman mein hoga.

    ababeel ababeel tabeer Khwab mein Ababeel Parasto Dekhnay Ki Tabeer
    Samia
    • Website
    • Facebook
    • Twitter
    • Pinterest

    khawabkitabeer.pk Developer Team do their best to share khwab ki tabeer, khwabon ki tabeer, khwab nama in urdu, & tafsir al ahlam, dreams dictionary, interpretation of dreams in urdu, english & latest news, baby names, religion information. We are helping peoples to know about there dreams interpretation from last 10 Years and also we are very thankful to all of our visitors and article readers.

    Related Posts

    tabeer uroyaa ibne sereen

    6imam

    tabeer uroyaa ibne sereen

    Khwab Main Aozo Billha Parhna Dekhnay Ki Tabeer

    Khwab mein Takhat Dekhnay Ki Tabeer

    Khwab mein Sabzi Ka Baichana Dekhnay Ki Tabeer

    Add A Comment

    Leave A Reply Cancel Reply

    You must be logged in to post a comment.

    © 2023 Khawab Nama Urdu. Designed by Khawab Nama Urdu.
    • Home
    • Privacy Policy
    • Sitemap
    • Contact Us

    Type above and press Enter to search. Press Esc to cancel.